Page 1 of 4 123 ... LastLast
Results 1 to 10 of 35

Thread: طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل

Hybrid View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    Join Date
    Jun 2011
    Location
    rawalpindi
    Age
    41
    Posts
    1,273
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    10 Thread(s)
    Rep Power
    429512

    Default طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل

    غزل

    طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل
    Ø+یرت ہے کہ خاموش کنارہ ہے مقابل

    اِن جشن مناتے ہوئے لوگوں کو خبر کیا
    یہ جنگ تو کچھ سوچ کے ہارا ہے مقابل

    اِس شہر سے اب ترک ِ سکونت ہی بھلی ہے
    اِس شہر کا ہر شخص ہمارا ہے مقابل

    اب صرصر ِ Ø+الات کا رُخ تیری طرف ہے
    یہ تیری ہزیمت کا اشارہ ہے مقابل

    ہرچند کہ وہ دشمن ِ ایماں ہے ہمارا
    لیکن ہمیں ہر Ø+ال میں پیارا ہے مقابل

    تُم جیسے خدوخال کسی اور کے کب ہیں
    وہ کون Ø+سیں ہے جو تمہارا ہے مقابل

    تسخیر ِ مہ و مہر تو آسان ہے لیکن
    یاور مری قسمت کا ستارہ ہے مقابل

    یاور عظیم

    Ø+ال ہی میں "تخلیقات" پبلشرز لاہور سے شائع ہونے والی ایک کتاب "2011 Ú©ÛŒ بہترین شاعری" میں
    شامل میری ایک غزل... آپ کی قیمتی آرا کا منتظر....یاور عظیم

    sigpic13827 8 - طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل

  2. #2
    Join Date
    May 2008
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    8,519
    Mentioned
    6 Post(s)
    Tagged
    274 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل

    تُم جیسے خدوخال کسی اور کے کب ہیں
    وہ کون Ø+سیں ہے جو تمہارا ہے مقابل

    boht khoob janab, har shair apni jaga boht khobsurat hai aur yeh shair tu boht hi pasand aaya hai.......! ham se apni khushi share karne ka boht boht shukriya.... waisay is khushi main treat ka haq banta hai na hamara

    2dnmmf - طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل

  3. #3
    Join Date
    Jun 2011
    Location
    rawalpindi
    Age
    41
    Posts
    1,273
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    10 Thread(s)
    Rep Power
    429512

    Default Re: طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل

    Quote Originally Posted by Paras View Post

    aap ne ghazal ko itni dilchaspi se parha aur pasand kiya,
    aap ka bohat bohat shukria.
    dawat,,,,,,hmmn....thee
    k ha

    kahan jana ha

    sigpic13827 8 - طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل

  4. #4
    Join Date
    May 2008
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    8,519
    Mentioned
    6 Post(s)
    Tagged
    274 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل

    Asal main mujhe khushi hai k Sd par aisay poet ki amad hoi hai jo fan -e-urooz se waqif hai..... aur haqiqatan aap ne poet club ki ronaqo ko apni poetry se dobala kya hai ....! dawat ki baat tu bus mazaq mein........ acha likhtay hain mashaaAllah aap........ aur signature wala shair tu boht hi zbr10 hai.......!

    2dnmmf - طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل

  5. #5
    Join Date
    Jun 2011
    Location
    rawalpindi
    Age
    41
    Posts
    1,273
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    10 Thread(s)
    Rep Power
    429512

    Default Re: طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل

    Quote Originally Posted by Paras View Post
    Asal main mujhe khushi hai k Sd par aisay poet ki amad hoi hai jo fan -e-urooz se waqif hai..... aur haqiqatan aap ne poet club ki ronaqo ko apni poetry se dobala kya hai ....! dawat ki baat tu bus mazaq mein........ acha likhtay hain mashaaAllah aap........ aur signature wala shair tu boht hi zbr10 hai.......!
    mujhey sharminda mat karen , bohat mamoli sa aadmi hon, karam agar ha to us parvardigar ka jo ilm sikhata ha ,
    aur "hafeez shahid" (merey ustad e mohtaram) ki mehrbani ha k mujhey
    itni tavajjo se sikhaya aur samjhaya.
    agar mujhey kuch aata ha to un ki ata ha aur agar koi khami ha to wo meri.
    aur jahan tak signature waley sher ki baat ha to wo meri shareek e hayat
    "noreen noor" ka ha jo bohat achi shaira hen aur meri bohat achi rafeeq bhi.
    aap ki raye men un tak pohncha don ga.
    aap ka bohat shukria , bohat mehrbani.

    sigpic13827 8 - طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل

  6. #6
    Join Date
    May 2008
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    8,519
    Mentioned
    6 Post(s)
    Tagged
    274 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل

    main ne jab aap ki pehli baar nazm ya ghazal thi , kya thi yad nhi parhi thi mujhy tab hi andaza hu gaya tha k aap tu mashaAllah seekhay hoy hain....yaqenan aap k ustaad bhi hongay.......kyon k islah k bagair kissi ki shairi mai itna nikhar nhi aasakta....Allah aap k ustaad ko Aafiyat main raky...... un ka aik majmooa hai na.yeh darya paar karna hai?........hmm yaani aap ki zoja bhi Shaira hain..... kya bat hai.......... !!!

    2dnmmf - طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل

  7. #7
    Join Date
    Jun 2011
    Location
    rawalpindi
    Age
    41
    Posts
    1,273
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    10 Thread(s)
    Rep Power
    429512

    Default Re: طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل

    Quote Originally Posted by Paras View Post
    main ne jab aap ki pehli baar nazm ya ghazal thi , kya thi yad nhi parhi thi mujhy tab hi andaza hu gaya tha k aap tu mashaAllah seekhay hoy hain....yaqenan aap k ustaad bhi hongay.......kyon k islah k bagair kissi ki shairi mai itna nikhar nhi aasakta....Allah aap k ustaad ko Aafiyat main raky...... un ka aik majmooa hai na.yeh darya paar karna hai?........hmm yaani aap ki zoja bhi Shaira hain..... kya bat hai.......... !!!

    shukria...
    aap ki baton se lag raha ha k aap kafi ilm rakhti hen is barey men.
    aur ye baat mujhey thora sa heran kar rahi ha aur bais e masarrat bhi ha , kyon k aksar log is barey men kuch nahi jantey.
    agar aap sher ki mozoniaat ka andaza kar sakti hen to bohat achi baat ha.

    ji un ki chothi kitab ka naam yehi ha.
    total 6 kitabain hen , ab Alhamd publishers lahore se un ka kulyaat
    "khatm e safar se pehley" k naam se aa chuka ha.
    Last edited by yawar azeem; 19-02-2012 at 03:57 AM.

    sigpic13827 8 - طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل

  8. #8
    Join Date
    May 2008
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    8,519
    Mentioned
    6 Post(s)
    Tagged
    274 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل

    Quote Originally Posted by yawar azeem View Post
    hazrat ali (ra) ka qol ha k "kalaam karo ta k pehchaney jao"
    aap ki baton se lag raha ha k aap kafi ilm rakhti hen is barey men.
    aur ye baat mujhey thora sa heran kar rahi ha aur bais e masarrat bhi ha , kyon k aksar log is barey men kuch nahi jantey.
    agar aap sher ki mozoniaat ka andaza kar sakti hen to bohat achi baat ha.

    ji un ki chothi kitab ka naam yehi ha.
    total 6 kitabain hen , ab Alhamd publishers lahore se un ka kulyaat
    "khatm e safar se pehley" k naam se aa chuka ha.

    nahi janab main ilm nhi rkhti ....... agar rakhti na tu ilm-e-urooz se waqif hoti........ acha 6 shairi majmoye hain in k ...gud janab.... Allah Aap ko is maidaan main aafiyat k saath tarraqqi day....Ameen

    2dnmmf - طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل

  9. #9
    Join Date
    Jun 2011
    Location
    rawalpindi
    Age
    41
    Posts
    1,273
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    10 Thread(s)
    Rep Power
    429512

    Default Re: طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل

    Quote Originally Posted by Paras View Post
    nahi janab main ilm nhi rkhti ....... agar rakhti na tu ilm-e-urooz se waqif hoti........ acha 6 shairi majmoye hain in k ...gud janab.... Allah Aap ko is maidaan main aafiyat k saath tarraqqi day....Ameen
    Allah aap ki zuban mubarak karey. itni hosla afzai ka behad shukria.
    Allah aap ko khush rakhey.

    sigpic13827 8 - طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل

  10. #10
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Re: طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل

    طوفان مقابل ہے نہ دھارا ہے مقابل
    Ø+یرت ہے کہ خاموش کنارہ ہے مقابل

    اِن جشن مناتے ہوئے لوگوں کو خبر کیا
    یہ جنگ تو کچھ سوچ کے ہارا ہے مقابل

    apke buhut se ishaar,aur ghazlein perhi hain un mein se jinhone dil ko choo liya
    yeh ghazal aur uske ishaar un mein se aik hain

    excellent Creation
    Last edited by мιѕнααℓ; 19-02-2012 at 10:25 AM.
    Alhamdullilah

Page 1 of 4 123 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •